Tere Mere Sapne Sabhi
Tere Mere Sapne Sabhi
Band Aankhon Ke Taale Mein Hai
Chabi Kahan Dhoonde Bata
Woh Chaand Ke Pyaale Mein Hai
Phir Bhi Sapne Kar Dikhaun
Sach Toh Kehna Bas Yahi
Main Tere Kaabil Hoon Ya
Tere Kaabil Nahi
Tere Mere Sapne Sabhi
Tere Mere Sapne Sabhi
Band Aankhon Ke Taale Me Hai
Chaabi Kahan Dhoonde Bata
Woh Chaand Ke Pyaale Me Hai
Phir Bhi Sapne Kar Dikhaun
Sach Toh Kehna Bas Yahi
Main Tere Kaabil Hoon Ya
Tere Kaabil Nahi Main Tere
Kaabil Hoon Ya
Tere Kaabil Nahi
Hey Ho Hey…
Yeh Shararatein
Yeh Mastiyan
Apna Yahi Andaaz Hai
Ho Samjhaye Kya Kaise Kahe
Jeene Ka Isme Raaz Hai
Dhadkan Kahan Ye Dhadakti Hai
Dil Mein Teri Awaaz Hai
Apni Sab Khushiyon Ka
Ab To Yeh Aagaaz Hai
Tere Mere Sapne Sabhi
Tere Mere Sapne Sabhi
Band Aankhon Ke Taale Mein Hai
Chabi Kahan Dhoonde Bata
Woh Chaand Ke Pyaale Mein Hai
Phir Bhi Sapne Kar Dikhaun
Sach Toh Kehna Bas Yahi Mai Tere
Kaabil Hoon Ya
Tere Kaabil Nahi
Mai Tere Kaabil Hoon Ya
Tere Kaabil Nahi Hey Ho
Sagar Ki Ret Pe Dil Ko Jab
Yeh Banayenge Meri Ungliya
Tere Naam Ko Hi Pukaar Ke
Thankenge Meri Chudiyaan
Tujh mein Adaa Aisi Hai Aaj
Udti Ho Jaise Titliyaan
Bheegi Ab Na Honge Kabhi
Yeh Rangeeniyaan
Tere Mere Sapne Sabhi
Band Aankhon Ke
Taale Mein Hai
Chaabi Kahan Dhoonde Bata
Woh Chaand Ke Pyaale Mein Hai
Phir Bhi Sapne Kar Dikhaun
Sach Toh Kehna Bas Yahi
Main Tere Kabil Hu Ya
Tere Kaabil Nahi
Main Tere Kabil Hu Ya
Tere Kaabil Nahi
Read More
Halka Halka - 2016 || Rahat Fateh Ali Khan
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Tere Ishq Ka Hi Fitoor Hai
Maine Jo Likha Tha Mita Diya
Aur Tujhko Apna Khuda Kiya
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Tune Kuch Kiya To Zaroor Hai
Jiss Din Se Tu Hai Dikha Kiya
Maine Saans Lena Bhula Diya
Jisme Se Rooh Ka
Ek Safar Ho Tum
Aakhri Saans Mein
Ek Umar Ho Tum
Duniya Ki Bheed Mein
Mujhko Bas Tu Dikhe
Kya Main Tumko Dikhun
Kaho Na Tum
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Kuch Ishq Sa Zaroor Toh Hai
Maine Jagna Sona Bhula Diya
Mujhe Kya Se Kya Hai Bana Diya
Tu Mere Khoon Mein
Beh Raha Hai Kahin
Tu Mere Khwab Mein
Jag Raha Hai Kahin
Meri Har Baat Mein
Bas Tera Zikr Hai
Kuch Mere Baare Mein
Kaho Na Tum
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Tere Ishq Ka Hi Fitoor Hai
Maine Jo Likha Tha Mita Diya
Aur Tujhko Apna Khuda Kiya
Kisine Na Kiya Hai
Jaisa Ishq Tera Mera
Main Daudta Aata Hoon
Koi Naam Le Jo Tera
Kisine Na Kiya Hai
Jaisa Ishq Tera Mera
Mere Ghamon Ki Raat Ka
Tu Ujla Savera
Tu Ujla Savera
Rehne Do Na Nashe Mein
Tum Phero Na Nazar
Halka Sa Hi Aaya Hai
Abhi Chahat Ka Asar
Kisine Na Kiya Hai
Jaisa Ishq Tera Mera
Main Daudta Aata Hoon
Koi Naam Le Jo Tera
Kisine Na Kiya Hai
Jaisa Ishq Tera Mera
Mere Ghamon Ki Raat Ka
Tu Ujla Savera
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Tune Kuch Kiya To Zaroor Hai
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Kisine Na Kiya Hai
Jaisa Ishq Tera Mera
Mere Ghamon Ki Raat Ka
Tu Ujla Savera
Read More
Dangal Title Song lyrics || Aamir Khan
Re Rath Gaadh Doon
Re Jaada Phaad Doon
Re Rath Gaadh Doon
Re Jaada Phaad Doon
Maa Ke Pet Se Marghat Tak Hai
Teri Kahani Pag Pag Pyaare
Dangal Dangal
Hoye
Dangal Dangal
Hoye
Sooraj Tera Chadhta Dhalta
Gardish Mein Tarte Hai Taare
Dangal Dangal
Hoye
Dangal Dangal
Hoye Maa Ke Pet Se
Marghat Tak Hai
Teri Kahani Pag Pag Pyaare
Dangal Dangal
Hoye Dangal Dangal
Hoye
Sooraj Tera Chadhta Dhalta
Gardish Mein Tarte Hai Taare
Dangal Dangal
Hoye Dangal Dangal
Hoye Dhadkane Chaati Mein
Jab Dubak Jaati Hai
Peet Thapthapa,
Unko Phir Jaga
Baat Ban Jaati Hai
Bawle Haathi Si
Harf Naa Hoti Hai Re
Saamne Khadi,
Ghoor Ke Padi
Aankh Dikhlati Hai Toh
Aankh Se Uski Aankh Milake
Bheedh Jaane Ka Naam Hai Pyare
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Sooraj Tera Chadhta Dhalta
Gardish Mein Tarte Hai Taare
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Ta Ra Ra Ra Ra
Ta Ra Ra
Ta Ra Ra Ra Ra
Ta Ra Ra
Re Rath Gaadh Doon
Re Rath Gaadh Doon
Re Jaada Phaad Doon
Thos Majboot Bharosa
Apne Sapno Pe Karna
Jitne Muh Utni Baatein
Gaur Kitno Pe Karna
Aaj Logon Ki Baari
Jo Kahe Keh Lene De
Tera Bhi Din Aayega
Uss Din Hisaab
Chuka Ke Rehna…
Arey Bhedh Ki
Hahakaar Ke Badle
Sher Ki Ek
Dahad Hai Pyare
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Suraj Tera Chadhta Dhalta
Gardish Mein Tarte Hai Taare
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Rath Gaadh Doon
Re Jaada Phaad Doon
Re Rath Gaadh Doon
Re Jaada Phaad Doon
Kar Dikhane Ka Mauka
Jab Bhi Kismat Deti Hai
Ginn Ke Tayyari Ke Din
Maangti Hai Lalach Mein
Tujhse Har Boond Paseena
Parm Na Badle Mein
Yeh Jaan Le Beyhad Deti Hai
Re Bande Ki Mehnat Ko
Kismat Kya Sagar
Pranaam Hai Pyare
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Sooraj
Tera Chadhta Dhalta
Gardish Mein Tarte Hai Taare
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Hoye Hoye
Dangal Dangal
Read More
Subscribe to:
Posts (Atom)