Time Signature: 4/4
Option 1: Fast strumming - |D(UD)(DU)(DD)|
Option 2: The pattern followed throughout the song is |D_UU|
Guitar Chords:
Chorus 1:
Eb Eb
|| Aa chal ke tujhe, main le ke chaloon,
Eb Bb
Ek aise gagan ke taley...
Bb Bb
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho,
Bb Eb
Baas pyaar hi pyaar paley... || X2
Eb
Ek aise gagan ke taley!
Verse 1:
Eb
|| Sooraj ki pehli kiran se,
Ab
Aashaa ka saveera jaage...|| X2
Bb Ab
|| Chanda ki kiran se dhulkar,
Eb
Ghanghor andhera bhaage...|| X2
Chorus 2:
Eb Eb
Kabhi dhoop khile, kabhi chaaon mile,
Eb Bb
Lambi si dagar na khaley...
Bb Bb
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho,
Bb Eb
Bas pyaar hi pyaar paley!
Eb
Ek aise gagan ke taley!
Verse 2:
Eb
Jahaan door nazar daudaayein,
Ab
Aazaad gagan lahraaye...
Bb Ab
|| Jahaan rang birange panchhi,
Eb
Aashaa ka sandesaa laayen...|| X2
Chorus 3:
Eb Eb
Sapno me pali, hansti ho kali,
Eb Bb
Jahaan shaam suhaani dhaley...
Bb Bb
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho,
Bb Eb
Baas pyaar hi pyaar paley!
Chorus 4:
Eb Eb
Aa chal ke tujhe, main le ke chaloon,
Eb Bb
Ek aise gagan ke taley...
Bb Bb
Jahaan gham bhi na ho, aansoon bhi na ho,
Bb Eb
Baas pyaar hi pyaar paley...
Eb
Ek aise gagan ke taley!
Eb
Ek aise gagan ke taley!
Eb
Ek aise gagan ke taley!
No comments:
Post a Comment