-->
Showing posts with label Tushar Joshi. Show all posts
Showing posts with label Tushar Joshi. Show all posts

FARRATA LYRICS – Tumhari Sulu | Armaan Malik, Adityan, Dev Arijit, Tushar Joshi

Farrata Lyrics from Tumhari Sulu

Udein udein ghomein phirein
Jaise phirki mein machti hai khalbali
Phuljhadi hai yeh kudi
Oho farrata, oho farrata

Left right left
Left right left
Baayein mud!

Mera thoda sakht pakoda
Shoron ka phir bread pakoda
Khaake sannate ko toda-phoda

Jaise haddi ke liye soup ka roda
Peeke ban jaate hathoda
Waise day to day hua hai chauda

Farrata farrata hai
Aaloo bomb patakha hai
Chhote se packing mein aayi
Guddi yeh dhamaka hai

Oho farrata, oho sharrata
Ban gayi tadaka o ho ho
Oho bazooka, pyara sa mukka
Carry karke handbag leke
Aatishi si hai chali

Udein udein ghomein phirein
Jaise phirki mein machti hai khalbali
Phuljhadi hai yeh kudi
Oho farrata, oho farrata

Herogiri poori bhari
Jalwa hai Bachchan se bhi badhke
Bheedu hai re dil se yeh
Oho farrata, oho farrata

Ruthba iska hai hawa sa
Udti yeh jahan dil chaahe
Milke phir janta bole
Oho farrata, oho farrata

Oho farrata, oho sharrata
Ban gayi tadaka o ho ho
Oho bazooka, pyara sa mukka
Kare bhaunchakka

Oho farrata, oho sharrata
Ban gayi tadaka o ho ho
Oho bazooka, pyara sa mukka
Carry karke handbag leke
Aatishi si hai chali

Farrata!
Farrata!

Read More

PHURRR LYRICS – Jab Harry Met Sejal | DJ Diplo, Pritam, Tushar Joshi & Mohit Chauhan

Resultado de imagen de PHURRR




Phurrr…


(Mohit Chauhan)
Teri hasrat ho ya ibaadat ho
Tujhko paana hai jo bhi soorat ho
Har taraf sach mein sach ki chaahat ho
Lafz na ho pyaar balki aadat ho

(Tushar Joshi)
Chala to phurrr
Ye udega phurrr
Karenge phurrr
Ye rozana phurr
Ye samaa phurrr
Jahan pe roz teri hasrat ho

(Chala to phurrr…)

(DJ Diplo Beats + Phurrrr!)

Bullet chharra udna
Rasbarrra udna
Bulburraa udna
Koi tharra udna
Marcharra udna
Rasbarrra udna
surrr… sur sur surrr
Hua tur ja nurpur ja ja phurr*

Phurrr..

Chala toh phurrr… (x3)

Phurrr…

Hey.. Gadbad gadbad karna koi
Ubad khaabad karna koi
Badbad badbad karna koi
Baatein phoohad karna koi
Na na hullad karna koi
Gadbad gadbad karna koi
Arey o beeba beeba
Sau bacha hoja phurrr

Phurrr ye udega phurrr
Karenge phurrr
Yeh rozana phurrr
Ye samaa phurrr jahan pe
Roz teri hasrat ho

Chala toh phurrr… (x4)

Phurrr…

(Gadbad gadbad karna koi
Ubbad khaabad karna koi
Badbad badbad karna koi
Baatein phoohad karna koi
Na na hullad karna koi
Gadbad gadbad karna koi
Arey o beeba beeba
Sau bacha hoja phurrr)

(Gadbad gadbad karna koi…)

(Mohit Chauhan)
Teri hasrat ho ya ibaadat ho
Tujhko paana hai jo bhi soorat ho
O… phurrr…

…PhurrR…

Read More

Latest bollywood News

Designed By Seo Blogger Templates Published.. Blogger Templates