|
Verse 1:
F F C7 F
Kabhi kabhie mere dil mein khayaal aata hai -

F Dm Bb C7
Ke jaise tujhko banayaa gaya hai mere liye...

Dm Bb Dm Dm
Tu abse pehle sitaroon mein bas rahi thi kahin...

Tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye...

Verse 2:
F F C7 F
Kabhi kabhie mere dil mein khayaal aata hai -
F Dm Bb C7
Ki yeh badan yeh nigaahein meri amaanat hain...
F Dm Bb C7
Ki yeh badan yeh nigaahein meri amaanat hain...
Dm Bb Dm Dm
Yeh gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir...
F Dm Bb C7
Yeh honth aur yeh baahein meri amaanat hain...

Bridge:
C C F F
Kabhi kabhie mere dil mein khayaal aata hai -
F Gm C7 F
Ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein...

Dm Bb Dm F
Suhaag raat hai, ghoonghat utha raha hoon main...
Dm Bb Dm F
Suhaag raat hai, ghoonghat utha raha hoon main...
F Dm Bb C7
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein...

Verse 4:
F F C7 F
Kabhi kabhie mere dil mein khayaal aata hai -
F Dm Bb C7
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoonhi...
Dm Bb Dm Dm
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoonhi...
F Dm Bb C7
Main jaanta hoon ki tu gair hai magar yoonhi...
F Dm Bb C7
Main jaanta hoon ki tu gair hai magar yoonhi...
F F C7 F
Kabhi kabhie mere dil mein khayaal aata hai...

Original Scale: F major
No comments:
Post a Comment