|
Verse 1:
F C7 F C7
Kuch tum socho, kuch hum sochein,
C F
Phir khushi ka mausam aaye.
F C7 F C7
Tanha-tanha kaun jiya hai?
C F
Rehke tanha dil ghabraye.
F C7 F C7
Aajao milke rishta yeh jodein;
F C7 F C7
Sharte badaldein; rasmo ko todein.
C G F
Isse pehle ki, yeh duniya humein aazmaye...Hooooo..
F C7 F C7
Kuch tum socho, kuch hum sochein,
C F
Phir khushi ka mausam aaye.
Verse 2:
F (Dm)
Aayi hai khushiyon ka,
Bb
Paigam leke baharein.
Bb C Bb C
Yeh pal hai apna, is pal mein aao,
C7 F
Taqdeer apni sawarein.
F C7 F C7
Khali-khali is jeevan mein,
C F
Pyaar bharlein hum tum dono.
F C7 F C7
Deewane jo kartein aksar,
C F
Wohi karlein hum tum dono.
F C7 F C7
In faaslon ko aao mitadein;
F C7 F C7
Ek dusre mein khud ko chupadein.
C G F
Isse pehle ki, yeh duniya humein aazmaye...Hooooo..
F C7 F C7
Kuch tum socho, kuch hum sochein,
C F
Phir khushi ka mausam aaye.
Verse 3:
F (Dm)
Duniya ki rasmo ko
Bb
Chahat mein shamil na karna.
Bb C Bb C
Manzil hum apni pake rahenge,
C F
Haan, tum kisi se na darna.
F C7 F C7
Pagal rasmein, pagal duniya,
C F
Aur thode hum tum pagal.
F C7 F F
Kismat mein ho na jaane kya,
C F
Sochtein hain bas yeh har pal.
F C7 F C7
Armaan hain jiska, sapna woh bunlein.
F C7 F C7
Tum humko chun lo, hum tumko chunlein.
C G F
Isse pehle ke yeh duniya humein azmaaye.
Original Scale: F major
No comments:
Post a Comment