|
Intro: (slow)
F Bb C7 F
Kya hua, tera wada?
F Bb C7 F
Woh kasam, woh irada?
Chorus 1:
F Bb C7 F
Kya hua, tera wada?
F Bb C7 F
Woh kasam, woh irada?
Dm F
Bhoolega dil, jis din tumhe,
Bb C F
Woh din zindagi ka akhri din hoga.
F Bb C7 F
Kya hua, tera wada?
F Bb C7 F
Woh kasam, woh irada?
Chorus 2: (female)
Dm F
Bhoolega dil, jis din tumhe,
Bb C F
Woh din zindagi ka akhri din hoga.
F Bb C7 F
Kya hua, tera wada?
Verse 2:
Dm F
Yaad hai mujhko, tune kaha tha,
Bb C F
"Tumse nahin roothenge kabhi."
Dm F
Dil ki tarah se, haath mile hain,
Bb C F
Kaise bhala chootenge kabhi?
F Dm F C
Teri baahon mein beeti har shyaam;
Bb Dm C F
Bewafa yeh bhi kya yaad nahin?
Chorus 1: repeat
Verse 3:
Dm F
Oh kehne, wale mujhko farebi,
Bb C F
Kaun farebi hai yeh bata?
Dm F
Woh jisne gham liya, pyar ki khatir,
Bb C F
Ya jisne pyar, ko bech diya?
F Bb C F
Nasha daulat ka, aisa bhi kya,
Bb Dm C F
Ke tujhe kuch bhi yaad nahin?
Chorus 1: repeat
Outro: (slow)
F Bb C7 F
Kya hua, tera wada?
F Bb C7 F
Woh kasam, woh irada?
Original Scale: F major
No comments:
Post a Comment