Guitar Chords:
(Feat: C Come around, come around...) Verse 1: C G Khawabon bina, nigahein meri jee rahi thi. F C Koi nahi tha, yeh akeli meri thi zindegi... C G Khamosh tha, hothon pe baat nahi thi. F C Koi nahi tha, yeh akeli meri thi zindegi... Chorus 1: C G Tum mile, to mil gaya yeh jahan! Am Em Tum mile, to har pal hai naya! F G C Tum mile, to sab se hai, fasla! C G Tum mile, to jadoo chaa gaya! Am Em Tum mile, to jeena aa gaya! F G C Tum mile, to maine paya, hai khoda!(Feat) Verse 3: C G Palkein mundein, chaahat meri so rahi thi. F C Khushboo hawaoon mein thi maine nahi mehsus ki... C G Jane kahaan, bahrein meri khil rahi thi, F C Khushboo hawaoon mein thi maine nahi mehsus ki... Chorus 3: C G Tum mile, to mehki baarishein! Am Em Tum mile, jagi khwaaishein! F G C Tum mile, to rangon ka hai, silsila! C G Tum mile, to jadoo chaa gaya! Am Em Tum mile, to jeena aa gaya! F G C Tum mile, to maine paya, hai khoda! Bridge: C Tune duyain suni; Am Dil ki sadyein suni - F G C Tujhse mai maungu aur kya? C Tujh bin adhura hoon mein; Am Tere sang pura hoon mein - F G C Karta hoon tera shukriya. Interlude Verse: C G Kaise kahon? Ooh... C G Kaise kahon? Ooh...Yeah yeah yeah! Verse 4: C G Kaise kahon, lamhein mujhe choo rahen hain? F C Aisa laga hai inmein tera hi to ehsaas hai... C G Kaise kahon dil mein nayi ahatein hai? F C Aisa laga hai inmein tera hi to ehsaas hai... Chorus 4: C G Tum mile, to mera dil gaya! Am Em Tum mile, to sab kuch mil gaya! F G C Tum mile, to logon se kya wastaa! C G Tum mile, to jadoo chaa gaya! Am Em Tum mile, to jeena aa gaya! F G C Tum mile, to maine paya, hai khoda! (Feat)
Original Scale: C major
No comments:
Post a Comment