|
Verse1:
A A C#m
Kahin to...Kahin to...hogi woh,
D Bm
Duniya jahan tu mere sath hai.
A A C#m
Jahan main ...jahan tu ...aur jahan,
D Bm
Bas tere mere jazbaat hai.
C#m F#m
Hogi jahan ...saba teri,
A E D
Palkon ki...kirno me.
C#m F#m
Lori jahan...chand ki,
A D
Suni teri...bahon mein.
Chorus:
A D
Jaane na kahan wo duniya hai,
Bm E
Jaane na wo hai bhi ya nahi;
A D
Jahan meri zindegi mujhse,
D E A
Itni khafa nahi. X 2
Bridge:
Bm C#m
Saasein kho gayi hai kiski aahon mein,
Bm C#m
Mein kho gayi hoon jane kiski baahon mein;
Bm C#m
Manzilon se rahe dhoondti chali,
Bm C#m
Aur kho gayi hai manzil kahin rahon mein.
Verse2:
A A C#m
Kahi to...kahi to...hai nasha,
D Bm
Teri meri har mulaqat mein.
A A C#m
Hotho se...hotho ko...chumti,
D Bm
Oh rehte hai hum har baat pe.
C#m F#m
Kehti hai, fiza jahan,
A D
Teri zameen, aasman;
C#m F#m
Jnaha hai tu, meri haseen,
A D
Meri khushi, meri jahan.
Chorus:
A D
Jaane na kahan wo duniya hai,
Bm E
Jaane na wo hai bhi ya nahi;
A D
Jahan meri zindegi mujhse,
D E A
Itni khafa nahi. X 2
Original Scale: Bb major, a semitone above presented.
No comments:
Post a Comment