|
Intro:
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
F C
Mere khayaalon ke aangan mein
Bb Em F
Koi sapanon ke deep jalaaye, deep jalaaye.
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
Verse 1:
F Dm
Kabhi yoonhi, jab huyi, boojhal saansein,
Bb F
Bhar aayi baithe baithe, jab yoohin aankhein.
F Dm
Kabhi yoonhi, jab huyi, boojhal saansein,
Bb F
Bhar aayi baithe baithe, jab yoohin aankhein.
F Bb
Tabhi machal ke, pyar se chalke,
Am Bb C F
Chhuye koyi mujhe par nazar na aaye, nazar na aaye.
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
Verse 2:
F Dm
Kahin to yeh dil kabhi mil nahin paate,
Bb F
Kahin se nikal aaye, janmon ke naate.
F Dm
Kahin to yeh dil kabhi mil nahin paate,
Bb F
Kahin se nikal aaye, janmon ke naate.
F Dm
Ghani thi uljhan, bairi apana maan,
Am Bb C F
Apana hi hoke sahe dard paraye, dard paraaye.
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
F C
Mere khayaalon ke aangan mein
Bb Em F
Koi sapanon ke deep jalaaye, deep jalaaye.
Verse 3:
F Dm
Dil jaane mere saare bhed yeh gehre,
Bb F
Ho gaye kaise mere, sapane sunehere.
F Dm
Dil jaane mere saare bhed yeh gehre,
Bb F
Ho gaye kaise mere, sapane sunehere.
F Dm
Ye mere sapane, yahi to hain apne,
Am Bb C F
Mujhase juda na honge, inke yeh saaye, inke yeh saaye.
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
F C
Mere khayaalon ke aangan mein
Bb Em F
Koi sapanon ke deep jalaaye, deep jalaaye.
Outro:
F Dm
Kahin, door, jab din dhal jaye,
Bb C F
Saanjh ki dulhan, badan churaaye; chupake se aaye.
Original Scale: The song is not in standard tuning and the scale lies somewhere in between E major and F major
No comments:
Post a Comment