|
Guitar Chords:
Original Scale: F# major
Verse 1:
F# B F#
Koyi kahe, kehta rahe, kitna bhi, humko, deewana.
F# B F#
Koyi kahe, kehta rahe, kitna bhi, humko, deewana.
B F#
Hum logo ki thokar mein hain yeh zamana!
F# B F#
Jab saaz hai, awaaz hai, phir kisliye hichkhichana?
F# B F#
Jab saaz hai, awaaz hai, phir kisliye hichkhichana?
B F#
Oh! Gaayenge hum apne dilon ka taraana.
Chorus 1:
F#
Bigde duniya - bigadne bhi do!
B
Jhagde duniya - jhagadne bhi do!
E
Lade yeh duniya - ladne bhi do!
F#
Tum apni dhun mein gaaon.
F#
Duniya roothe - roothne do!
B
Bandhan toote - tootne do!
E
Koyi chhoote - chhootne do!
F#
Na gabhrao!
B F#
Hum hai naye, andaaz kyon ho purana?
B F#
Hum hai naye, andaaz kyon ho purana?
Verse 2:
Bm F# E F#
Aankhon mein hain bijliyaan; saason mein tofaan hai.
Bm F# E F#
Darr kya hai, aur haar kya - hum is see anjaan hai!
E F#
Hamaare liye hi to hai aasmaan aur zameen!
E F#
Sitare bhi hum tod lenge, humein hai yakeen!
B F#
Ambar se hai aage humara thikaana!
B F#
Hum hai naye, andaaz kyon ho purana?
Verse 3:
Bm F# E F#
Sapno ka jo desh hai, haan, hum waheen hain pale.
Bm F# E F#
Thode se dil phek hai; thode se hai manchale.
E F#
Jahan bhi gaye apna jadoo dikhaate rahen!
E F#
Mohabbat haseeno ko aksar sikhate rahe!
B F#
Aaye humein, dil aur neendey churaana.
B F#
Hum hai naye, andaaz kyon ho purana?
Verse 4:
F# B F#
Koyi kahe, kehta rahe, kitna bhi, humko, deewana.
F# B F#
Koyi...kehta..., kitna bhi, humko, deewana.
B F#
Hum logo ki thokar mein hain yeh zamana!
F# B F#
Ho! Jab saaz hai, awaaz hai, phir kisliye hichkhichana? Huh!
F# B F#
Jab saaz hai, awaaz hai, phir kisliye hichkhichana?
B F#
Oh! Gaayenge hum apne dilon ka taraana.
Chorus 2: {repeat Chorus 1}+
B F#
Hum hai naye, andaaz kyon ho purana?
B F#
Haan, hum hai naye, andaaz kyon ho purana?
Original Scale: F# major
No comments:
Post a Comment