|
Verse1:
G# C#
Purani jeans aur guitar
F#
Mohalle ki wo chhat
C#
Aur mere yaar
G# C#
Wo raaton ko jaagna
C# F#
Subah ghar jaana
C#
Kood ke deewar
Bbm
Wo cigaretee peena
F#
Gali mein jaake
G#
Wo karna daanton ko
C#
Ghadi ghadi saaf
Verse2: (same pattern as Verse1)
Pahunchna college hamesha late
Wo kehna sir ka
"Get out from the class!"
Wo bahar jaake hamsha kehna
Yahan ka system
Hi hai kharaab
Wo jaake canteen mein
Table bajaake
Wo gaane gaana
Yaaron ke saath
Chorus:
C# G#
Bas yaadein, yaadein, yaadein reh jaati hain
F# G#
Kuchh chhoti, chhoti, baatein reh jaati hain
C# G#
Bas yaadein, yaadein, yaadein reh jaati hain
F# G#
Kuchh chhoti, chhoti, baatein reh jaati hain
C#
Bas yaadein.
Verse3: (same pattern as Verse1)
Wo papa ka daantna
Wo kehna mummy ka
Chhodein ji aap
Tumhein to bas nazar aata hain
Jahan mein beta
Mera hi kharaab
Wo dil mein sochna
Kar ke kuchh dikha dein
Wo karna planning
Roz nayi yaar
Verse4: (same pattern as Verse1)
Ladakpan ka wo pehla pyaar
Wo likhna haathon pe
A + R
Wo khidki se jhaankna
Wo likhna letter
Unhein baar baar
Wo dena tofe mein
Sone ki baaliyan
Wo lena doston se
Paise udhaar
Chorus: repeat
Bridge: (same pattern as Verse1)
Aisa yaadon ka mausam chala
Bhoolta hi nahin
Dil mera
Kahan meri jeans aur guitar
Mohalle ki wo chhat
Aur mere yaar
Wo raaton ko jaagna
Subah ghar jaan
Kood ke deewar
Chorus: repeat
Original Scale: C# major
No comments:
Post a Comment