Guitar Chords:
Original Scale: G major
Intro: |G-C-|G-Em-|D-C-|D7-G-| (over whistling)
Chorus:
G C G Em
Yeh shaam mastani, madahosh kiye jaaye -
D C D7 G
Mujhe dor koi khinchey teri ore liye jaaye!
G C G Em
Yeh shaam mastani, madahosh kiye jaaye -
D C D7 G |G-G-|
Mujhe dor koi khinchey teri ore liye jaaye!
G
Uu wu u, wu uu, uu wu uu wu uu uu uu,
C G
Uu wu u, wuu uu wuu
Verse 1:
C G C G
Duur rahati hai tu, mere paas aati nahi.
C G C G
Hothon pe tere, kabhi pyaas aati nahi -
D C A D G
Aysa lage, jaise ke tu, hanske, zaher koi piye jaaye!
G C G Em
Yeh shaam mastani, madahosh kiye jaaye -
D C D7 G
Mujhe dor koi khinchey teri ore liye jaaye!
Verse 2:
C G C G
Baat jab main karoon, mujhe rok deti hai kyon?
C G C G
Teri mithhi nazar, mujhe tok deti hai kyon?
D C A D G
Teri hayaa, teri sharam - teri kasam - mere hoonth seeye jaaye!
G C G Em
Yeh shaam mastani, madahosh kiye jaaye -
D C D7 G
Mujhe dor koi khinchey teri ore liye jaaye!
Verse 3:
C G C G
Ek ruthi huyi, takadeer jaise koi.
C G C G
Khaamosh aysi hai tu, tasaveer jaise koi.
D C A D G
Teri nazar, ban ke zubaan, lekin, tere paighaam diye jaaye!
G C G Em
Yeh shaam mastani, madahosh kiye jaaye -
D C D7 G
Mujhe dor koi khinchey teri ore liye jaaye!
Original Scale: G major
No comments:
Post a Comment